doa pal merae paas bhi baetha .
par fir usae lae gaya koi apna.
kehna kya tha.
band ankhon sae,
silly hassi sae dae diya usko.
reah gaya ek ehsaas.
jo mera tha mera hae.
kaash ki kuch aisa ho jayae,
jo ruthae hain merae mujhsae.
kal wo lot kae aayain.
aakae mujhko galae lagayain.
meri kori hassi lotayain.
ek naya mausam dae jayain.
aur usae main baantun tumsae
har pal,pal pal.
Copyright © ravneet 1 writing




